main aap ki baat se sahmat hun forex trading me paisa kamane ki koi machine nahin hai forex trading main aap ko badhiya profit bhi ho sakta hai aur aap ko badhiya loss ka samna bhi karna pad sakta hai agar hamen badhiya profit karna hai to hamen badhiya jankari ki jarurat bahut ho gi jitni jyada jankari hamare pass ho gi itni jyada success hum ko hasil ho jaye gi lekin agar hamare pass badhiya Jankari nahin hogi to hamen loss ko bhi jhelna pade ga to badhiya profit karna hai tu hamre ko badhiya jankari hasil karna hi ho gi tab hi ham badhiya trading kar payen gey or badhiya profit bhi