student ke liye ye business bohot hi acha business hai student yaha par sahi se kaam kar sakta hai jab chahe tab kaam kar sakta hai padne ke sath sath is kaam ko sahi se kar sakta hai aur acha kama sakta hai student ke pass time ki bohot dikkat hoti hai wo yaha par part time par ache se kaam kar sakta hai aur earning kar sakta hai aaj ke time par time ki kafi jyada dikkat rehti hai aur yaha par jab chahe tab kaam kar sakte hai aur is business mai earning ki koi bhi limit nahi hai trading mai jitna risk hai utni hi achi earning bhi hai bas yaha par kaam ki knowledge hona chahiye jiske pass mai knowledge hai wo yaha par acha kama sakta hai aur jiske pass nahi hai wo yaha par sirf loss hi karta hai knowledge ke sath hi kaam ko karna theek rehta hai aur ho sake to kam risk par trading ko karna chahiye jisse trader jyada tension na lekar sahi se trading kar paye trading mai pehle sikhna bohot hi jyada jaruri hota hai yaha par gambling karne wala jyada time tak is business mai nahi reh pata hai yaha par sirf wohi teek kar kaam kar pata hai jo knowledge aur experience ko bana kar kaam karta hai yaha par starting mai bohot sikhne ki jarurt hoti hai ek capital hone se sab nahi hota hai capital ke sath kaam ki knowledge hona jaruri hota hai