main khud bhi abhi EA kay bary mein nahi janta par jahan tak many suna hai to yehi suna hai kay is say kuch ziyada faida nahi ho ta aur trading karny say pehly aap ko bhi chahiye kay aap trading kay bary mein sari nahi to ziyada say ziyada knowledge zaroor ikathi karen jo kay aap kay kaam aa sakti hai