kissi ko follow karke agar app success bana chahte hain. to sayad ban skate hain. yeh depend karta hain. ki app kisse follow kar rahe hain. aur wohh insann kaise trade karta hain. but main prefer karta hun.. khud trading karne ka. jisske karan main khud bhi kuch sikh leta hun.. taki main kissi aur ko blame na karu..