Apne bilkul theek kaha hai main apko baat per 100% agree kerta hoon forex professional aur experience traders ke liye bilkul difficult nahi hai jinke pass ache skills aur acha knowledge hota hai wo trader kabhi bhi forex main fail nahi hota forex sirf inexperience aur lack of knowledge wale traders ko difficult lagti hai ku ke inke pass ache skills nahi hote aur wo trader bina seekhe direct deposit ker ke trading start ker dete hain aise inko loss ho jata hai, forex trading ek professional business hai jisko ache se learn kerna bahut jaururi hota forex trading business hi aisa hai ju trader isko learn kerne ke baad start kerte hai wo forex se badhiya profit earn kerte hai aur baki traders isme loss kerwa lete hain ager hum duniya ka koi bhi business start kerte hain aur ager hamare pass is business ke skills nahi hoon ge tu hum kabhi bhi is business se profit hasil nahi ker sakte ulta hum loss kerwa le ge iske liye hame hard work kerna hoga, jitna jyada hamara
business experience hoga hum itna jyada is business se profit hasil ker sakte hain her kaam ko seekhne main time lagta hai same aise hi forex trading hai jisko seekhne main time jarur lagta hai ku ke success kabhi bhi start main nahi milti ju trader jitna jyada time spend karenga iska itna jyada experience increase hoga aur aise wo acha profit bhi generated ker sakta hai aur jyada loss se bhi bach sakta hai