trader ki earning trader ke knowledge aur experience par depend karta hai aur sath mai us time par market ki movement kya hai ye bhi dekha jata hai is field mai kabhi bhi kuch bhi fix nahi hota hai yaha par bade bade experience trader bhi apna loss kar dete hai yaha par to bohot jyada samjh kar kaam ko karna hota hai trader ke liye sahi rehta hai trader yaha par kam se kam par risk lekar trading kare aur yaha par jyada se jyada time spend kare aur knowledge aur experience ko storng kare trading mai trader ko ache se sikh kar kaam karna hota hai trader yaha par earning tabhi kar pata hai jo trader ye sochte hai ki ate hi yaha par earning kare lag jayega trader galat sochta hai yaha par hard work ke sath kaam karna hota hai yaha par trader tabhi knowledge aur experience achi kar pata hai trader tabhi aage chal kar yaha par sahi se trading karke earning kar pata hai trader ko starting mai bade target lekar nahi chalna chahiye chote chote profit par kaam karna chahiye yaha par lalach karke chalna bhi trader ke liye sahi nahi rehta hai kaam risk mai trading bhi safe rehti hai aur trader earning bhi kar pata hai trader ko isse ye bhi fayeda hota hai trader apna capital bhi bada kar pata hai jisse trader ane wale time mai experience bhi bada pata hai aur apna capital bhi bada kar sakta hai