Apne bilkul sahi kaha hai market main ke different pattern hote hain market in pattern ko follow kerte howe move kerti hai, forex ma sabse mushkil kaam market main trend find krna hota hai ju trader market trend maloom ker sakta hai wo trade kr ke badhiya profit earn kr sakta hai laken ye kaam easy nahi hai jiski waja se bahut traders ko loss ho jata hai, market ka trend find krne ke liye trader ko market analysis krna padti hai isme sabse jarur analyse kr ke trend find krna hi hota hai, trader ko phle market analysis krna seekhna hoga tabhi wo isme ache se trend find kr sakta hai forex market main koi bhi trader 100% trend nahi bata sakta ku ke market apna pattern change krti rehti hai, aur trader ko bhi sath sath market ko follow kerte rehna chahye tabhi wo loss se bach payenge, market jyada tar long time main one side direction ko follow krti hai long time trade ko hold krne wale trader is se faida utha sakte hain, isme mushkil kaam intraday trader ke liye hota hai jine ek hi din main trade ko open bhi krna hota hai aur usi din trade ko close bhi krna hota isme inko bahut risk lena padta hai, forex main ju trader market direction find krna seekh gaya wo forex main easly success ho sakta hai ku ke isme trend per hi trade krna hoti hai aur ager hum trend ke sath trading krte hain tu bahut jyada profit bhi earn kr sakte hain.