Agar kisi trader kay pas $1000 ki equity hai aur wo daily base par trade karta hai to daily 20 se 30 pips wo market say zaroor leta hai aur is kay capital ko dekhty huwy volume kay hisab say us ki daily kay 50 to 60 dollars profit main aty hain but month main zarori nahi kay ap profit bhi karo kabi loss bhi ho jata hai phir us ki covering main day zaya ho sakta hai to us lehaz say average 400+ dollars monthly profit hota hai agar sae plannings kay sath kam kiya jaye to.