bilkul always aysa he hai forex filed mai jab tak trader ko sahe entry point or exit point ka pata nahe chly ga tab tak wo is mai achea tarah kam nahe kar sakta hai.magar trader bhut ajeeb ways pakarty hain jis ki waja sai un ko yaha par problem ka samna krna prta hai ...