Ji haan learning better hai earning se kyun ki hum jitna sikhenge jitna samjhenge utna hi acha kar payenge aur utni hi zyada earning kar payenge kyun ki earning to hum kabhi bhi kar sakte hai lakin hamare pass jitni learning hogi utni hi zyada earning bhi hogi jin traders ke pass learning nahi hoti hai voh utni zyada earning nahi kar paate hai jitni unhe karni hoti hai kyun ki unke pass learning aur trading ko karne ki knowledge kam hoti hai aur yeh aapka sirf learning per depend karta hai isliye learning bohot important hai kisi bhi trader ke liye hamare pass jitni acchi learning hogi utna hi hame kaafi kuch sikhne ko bhi milega aur forex trading mein sab se zyada important aapki learning hi hai agar traders learn nahi karenge to voh na to acchi earning kar payenge aur na hi kamiyabi hasil kar payenge aur na zyada kuch samjh aur sikh payenge forex trading ke baare mein isliye learning bohot zaroori hai kyun ki hamari earning hamari learning per hi depend karti hai aur hum earn bhi learning ke baad hi kar sakte hai kyun ki forex trading ke baare mein hame acchi information hona aur acchi learning hona zaroori hai jis se hum kaam ko acchi tarah se samjh payenge aur kar payenge isliye mera maan na to yahi hai ki jitni zyada aur acchi learning karne utna hi accha kar payenge aur jitni acchi hamari learning hogi utni hi acchi hamari earning hogi isliye learning better hai earning se