ziyada sy ziyada earn karain ye har trader ki koshish rah ti hy ess liye har koi acha trade kar na chahta hy jitni achi app ki trading ki planing hogi app ziyada profit earn kar loo gy apni trading skill ko improve karo app ka profit khud ba khud acha ho ga par lalach nh karni.