maximum profit gain karna her insan ki chahat howa karti hoti hai or her insan ki koshish yehi howa karti hai k usay jiss tarha say mumkin ho sake rozana he profit mila kare wo b bina kissi b preshani k hamesha he soch or bichar k sath faisla kiya kare ku k humari soch he hume sub kuch sikha sakti hai or kuch nahi.