Ni bilkul nahi kabhi b esy ni hua hai k kisi professional ny mera account manage kiya ho ish ki ek waja tu ye hai k mn apna account khud e dekhta hon q. nk main extra insecure hon apny account k mamly main main khud e sekhta hon aur khud e krta hon trading kisi py bharosa ni krsakta hon