nhi mere khyal se ye sahi nhi hoga yadi hum bina anylsis ke trading karten hain to humare liy acha sabit nhi hogha usse huamra loss ho sakta hai isliy hume anylsis sahi tarh se karna chahiy jitna achi anylsis ikarenge hum utna hi badiya kar sakenge anylsis ka humare trading me bahut aser padta hai ,