bhai ji baar baar deposit karne ka koi faida nahi,trader ko ye dekhna hoga ki wo kya galti kar raha hai aur usko uss par he work karna hoga agar wo bina soche samjhe same galti karenga to yaha usse hamesha loss he hoga,trader ko sab kuch apne aap he soch samajh kar chalna chahiye..