haan trading strategy par bahut nirbhar karta hai trader ki trading karna yehi ye achi aur buri ki shuruwat hoti hai agar trading karne ke liye strategy achi nahi hai to trading mein jarur gadbad hogi usko trading achi karne ko mil nahi sakti hai strategy badiya banakar hi kaam karna chahiye usko hamesha testing karte rahna chahiye agar kahi par fail ho rahi hai to usko kuch na kuch to edit ki jarurat hoti hai tohi trading kiya ja sakta hai badiya tarah se