agar kafi had tak dekha jaye to study mein sabse jayda mehnat fundamental mein lagti hai isko samjhana asaan nahi hoti hai
risky sabse newbie ko hota hai use market ka kuch nahi pata hota hai bas wo buy or sell janta hai aur sochta hai buy karna hai bas aur sell karna hai bas aur mera profite ho jayega ye asaan nahi hai jab wo thoda loss ke baad study karta hai tab wo dhire dhire sab samjh jata ha