han g bhaiya g es k bary ma sochna hamary liyay buhat hi zaida zaruri hota hay kyu k agar hum es business ma gambling kar rahy hay tu phr hum ek galt track per chal rahy hay aur hamary liyay ya kafi zaida zaruri hay k hum es ko proper business ki tarha kary .