Bhai men forex trading ko abhi tak learn hi kar raha hun or abhi tak mujy is business se koi benefit nahi hua or men samjhta hun ke koi bhi banda forex trading ko as a hobby nahi kar raha kiyu ke sab log forex trading se just paisa kamana chahty hen to jahan paisa aa jaye wahan men hobby nahi samjhta us chiz ko.