jee aap nay darust kaha ha ka forex trading main ziada ter aser tu buier ka ziada honay ka aur sellers ka ziada honay ka hota ha ager buier ziada hotay han tu us pair ka rate ziada ho jata ha aur ager sellerziada ho jatay han tu iss tra us product ya currency ka rate kum ho jata ha ......