Haan bhai humara man kary to hum currencies mai bhi trading kar sakty hian or commodities ( Gold , silver etc ) mai bhi. But hamain hamesha sy wohi choose karna chahye trading karny k liye jis k bary mai huamain zyada knowledge ho. Is k illawa hum indices or shares ki trading bhi kar skty hain.