g han i am agree with you ya mara sath is tara ho chuka hay ma is tara demo account ma kiya hay is say loss zada hota hay. zaa tar traders us time krta hain jub aik trade loss ma hote hay aur us pr aik aur trade kr dayta hain wo b loss ma chale jate hain. is tara nahi krna chaya. is tara ma lalach ma krta hain aur loss zada krta hain