han main app se mutafiq houn kioun mai n e dekha ha k ager hamrey account main itna capital na ho jitna k ham ne trade open kar rakhi houn to sahi baat ha ye apne account ko khatam kane wali baat ha main to kabhi bhi 2 se ziyada trade open nahi karta houn