Forex market me to ap jitna bhi invest kar lain utna hi kam hai lakin agar me forex trading ko start kar rae hain then ap kam amount ko invest karain aur trading start karain then ahista ahista ap apni investment ko ziada kar sakte hain , start me 1000 dollar achi amount hai invest karne k liye aur trade karne k liye,,,