Maine bahut baar 1:1000 ka ka use kiya and mera account bahut baar loss mai jake khatam bhi ho chuka hai kyuki ish leverage ke karan mai apni capital se bhi bada trade kar leta hu and hota ye hai ki new trade ke liye paisa nahi bachta hai and than mujhe ya tho profit ka wait karna padta hai ya fir account ka total fund khatam ho jata hai.