Bhai asal mein main Jo manta hoon ya samjhta hoon woh yeh hai keh apny emotions py control karna aur trading ke rules ko follow karna hai agar aap un rules ko sahi sy follow karty huwe yeni keh money management and risk management ke mutabiq chalty ho tu chahy aap Jo bhi strategy use karu aapko faida hi hoga phir