ji haan hum sabhi trader karte samay kaafi saare indicator ka istemal karte hain aur aise hi do indicator hain jo aapke profit ko to zyada badhayenge aur saath hi aapke losses ko kam karenge toh sabse pehle apko trend ke against nahi chalna hota hai balki aapko trend ke saath chalna hota hain aapko identify karna hota hain ki ab trend chal raha hai side base trend chal raha hai ya down base trend chal raha hain jab aap usko identify kar lete ho to aapko trend reversal ka bhi wait karna padhta hain jab trend reverse hota hai jab profit zyada banane ke chances hote hain to yeh hame pata kaise lagega trend reversal se hum zyada paise kaise kama sakte hain to uske liye ek indicator hain to voh hain super trend toh sabse aapko yeh dekhna zaruri hai ki konse time frame per aapko chart dekhna hain agar aap ek hi din mein buy aur sell karte hain toh aapko 1 se 5 min se time frame per chart ko dekh sakte hain aur jo second indicator hai voh hain pivot points usmein kya hoga upper ki side aapko dikhegi R1,R2,R3,R4,R5 yeh hota resistance level aur aap agar aap niche ki taraf dekhenge to wahan hoga S1,S2,S3,S4,S5 yeh hota hai aapka support level hai to jab pivot point se price jab support level ko cross karta hain tab aap super trend ko bhi use kar sakte ho to yeh voh do indicator hai jiss se aapka accha profit hota hai