Forex kay zariye aap aik din main bohot zyada earn kr sktay ho aur is kay ilawa aap is mai bohot zyada loss bhi kr sktay ho aap par depend krta hai kay aap kay pas capital kitna hai agr aap ka capital acha hai to aap is main aik din mai bohot acha yaani 1000 tk earn bhi kr sko gay