nahi g main aesi mistakes pehlay to karta tha kyun kay kuch zayada information nahi thi lakin ab kafi kuch samajh aa gaya hai aor main ab aesi mistake nahi karta isi liye main just profit banata hon aor yeh nahi dekhta kam ha ya zayada main withdraw per laga deta hon.