main forex trading main jab say hoon main to mt4 he use kar rahah hoon aor main nay mt5 kay baray main suna hai just abhi isko use nahi kiya aor main soch raha hoon kay mt5 ko bhi use kar kay apna experience share karoon abhi tak to mt4 he best hai.
Is sawal ka answer to ye ho ga kay ma khud mt4 hi use karti hun agar ap bhi yehi use karty hain to ap ko bhi yehi select karen gay ma khud bhi nahi janti kay mt5 better hai mt4 se agar to aisa hai phr mujhy apny comment se agah karen nahi to ap mujhy ye keh sakty hain kay mera jawab sahi nahi ya mt5 behter hai mt4 se.