forex mai always yahe cheeeze ko samjhny ki zrurat hai jabhi bhi trader is ko karta hai tou us ko chayay k wo is ko proper samjhny ki try kary kio k bhut sai trader jaldi mai kam laity hain aur yahe waja hai k un ko is mai achea tarah working nahe milti hai bas wo yaha par sahe profit nahe bana sakty hain aur always trader ko starting sai he sekhna chayay ,,,,