bhai mery kahyal say forex main loss ki sub say bari waja to humre leraning nai karana aur greedy hona acount risk ko mange nai karna hai kun k is ki waja say hum over trade kary hai aur mazrrd loss main athy hai so forex main agr hum ko success hasil karrni hai to hum ko chia hai k ziyda say ziyda learing karhai...............