Ap ney suna hoga kay practice insan ko eak bohat buland mukaam per pohancha deti hai wo is liye kay practice say insan ki working bohat better ho jati hai wo kaam wo kar sakta hai agar uski daily practice karay to bohat faida hota hai aor eak din wo rich bhi ban sakta hai zayada earning kar kay.