Ma instaforex per kaam kerta hn, or maine instaforex ka account forum k sath attach kiya howa ha. Or ju muje bonus ata ha week ka ma is ki trading ker k profit withdraw ker leta hn. Ma ne ab tak 445$ total bonus liya is forum se. 175$ ka ab tak ma loss ker chuka ha. Jab first ka ka muje bonus aya tha wo mera sara balance wash ho gaya tha. Maine is waqt is bonus se koi withdraw nahi liya. Jab muje dosre week ka bonus aya tab maine kuch withdraw liya phr wo bhi mere galti se wash ho gaya. Ma ab tak kafi loss ker chuka hn, lakan ma apni galtiyon se seekh raha hn. Ainda koshish kero ga k muje loss na hu.