dost jo bhi newbie hain is kaam mein pahle to unko aisa karna hoga ki kaam ko sikhne par wo jayda se jayda concentrate kare kafi logo ko aisa lagta hain ki wo yaha par aaye aur trade karke kama lenge lekin aisa nahi hota hain agar trading se paisa kamana hain to usko itna samjhana hoga kafi achche se usko trading learning karna hoga usko apni knowledge ko jayda gain karna hoga wo jaan leta hain ki kaise trading karna hain to usko trading real par karna hota hain warna wo pahle to demo account par practice karta rahe aur apni knowledge ko badaya jaaye