Yah baat to theek hai jab bhi analyse karen to kafi acchi tarah se karna chahie dekhna hota hai kuchh aur analyse ham kar rahe hain to vah kitna achcha hai vaise to main technical mein sabse jyada follow karta hun technical mera favourite hai iske alava fundamental bhi hota hai jo kafi jyada trader istemal karna pasand karte Hain mujhko lagta hai fundamental mental ka vistar jyada jyada hai yah news per depend hoti hai aur uska result tabhi badhiya mil sakta hai jab usko fundamental aata hota hai lekin kafi jagah risky bhi hota hai fundamental trading kar pana sabhi ke bus ki baat nahin Hoti main is trading ko avoid karta hun iske alava sentiment trading bhi hoti hai vah to mere samajh ke bahar hai main jyada agar use karta hun to technical karta hun bus fundamental mein badi badi news jo hoti hai un per hi ek mahine mein ek do bar trade karta hun agar hamara technical strong hai tum mujhe lagta hai ki hamare ko technical ke sath Jana chahie yah long term ke liye achcha fayda deta hai agar hamare ko acche khase profits banane Hain to pahle hamare ko technical sikhana padta hai iske liye bahut se tools hote Hain jinke bare mein jankari Lena padta hai aur hamare ko uski sabse jyada practice karni padati hai technical ka yah fayda hota hai agar hamare ko technical karna aata hai to ham kisi bhi currency pair ya fir metal ko analyse kar sakte hain sahi entry point milane per hamare ko acche profits a sakte hain