ji haan aisa keh sakte hai ki trading mein losses hone se hame experience milta hai forex trading mein 90 % traders zyada tur loss karwate hai kyun ki unko forex trading ka itna accha experience nahi hota hai aur na hi practice hoti hai lakin forex trading mein sab se important chiz hai aapka experience agar aapke pass accha experience nahi hoga to aapko profit ki jahan loss hi hota rahega isliye experience bohot zyada important trading mein agar aapke pass accha experience hoga tabhi aapka accha profit bhi hoga losses traders apni khud ki galti ki wajah se karte hai jaise ki overconfident mein aur zyada profit hone ki wajah se aur mistakes se aur aise kayi saare reasons hai jiski wajah se traders ko losses hote hai agar forex trading mein profit hai to losses bhi hai agar aap apna profit accept karte ho to aapko apna loss bhi accept karna chahiye aur losses hone se bhi hame experience hi milta hai experience iss chiz ka ki agar hamara loss hua hai to hum apni mistakes ko doondh kar aur acche se practice karte hai aur phir next time aur bhi mehnat aur lagan ke saath karte hai jiski wajah se hame loss nahi profit hota hai jab tak hame loss nahi hoga hame pata kaise chalega ki humne kitna sikha hai ab tak aur kitna experience ab tak humne gain kiya hai agar aap acche se trade kar ke experience lete ho aur profit kar ke experience lete ho to aapka loss hone pr bhi aapko experience hi milega