Unknownxx bhaei apne jo signal purchase ki bat ki tu es k bare min aik bat kehna chahta hon k main ne aur meire buhat sare doston ne bhi koshish ki k kuch signals purchase keiye jaein ta k hum un k zarye kuch earning kar sakin demo waghira pe humin un ka kaam kar k bhi deikhaya gaya magar jab hum ne unko use kiya tu humin loss hi hua es lei main tu ab en signals pe trust hi nahi karta jo bhi ho main apni hi stratagies bana k trading karta hon support and resistance use kar k.