ye kudrat ka niyam hai hum chahe lakh bole ya post kare ki shadi forex pe prabahaw dalti hai par sach to ye hai ki shadi aapni jagah par sahi hai aur forex aapni jagah par dono ko samay diya jaa sakta time management ko bana ke chalne ki jarurat hai par ye to sach hai ki forex ko shadi se pehle sikh lena chahiye baad me pata nhin ki mauka mile ki na mile kyonki ek aur bhar jo sir par padega family ka aur fir karch ka.