hanji forex trader yahan 200$ se 50$ earn karna chahta hai to eske liye daily risk bhi fir high lena hoga,yahan trader ko aisa nahi karna chahiye trader yahan jetna jada soch samajhkar ess business me kaam karenga wo utna he yahan achha kar sakenga..