satya kaha apne bhai ji trading ke liye hamen acche trend ki jankari honi jaruri hai uske liye hamen accha analysis aur market movement ka knowledge lena jaruri hai jo ki hamen kewal mehnat aur lagan se hi aa sakta hai jitna jyada mehnat karenge utna hi ham accha trend yahan par le paenge.