techinal analysis karne ke ley hum ko kisi b pair ka chart lena hota ha or trend line or support and resistance draw karne hote hain or agr kisi pair me koi b pattern ban raha ho to us ka bhi pata chal jata ha jo trading karte hn unko pata hota ha keh pattern ketni kism k hoty hain or demand zon or supply zon draw karna hota ha techinal analysis me supply or demand zon bhoot importent hain kesa k support and resistance ko hum ek kism ka leval manty hain or demand zon or supply zon draw karne se humko pata chalta ha ka kab humko buy karna ha or kab humko sell karna ha iske sath apko moving average ka bhi istmal kar k achi trade kar sakte hain moving average se hum ko trend ka pata chal jata ha jis se hum galat trade lene se bach jate hain