main ne har aik pair ko azmaya hu hai sub main apna maza hai is liye app bhi in sab main kam kare per aik pair ko apna ideal zaroor bana kar rakhe ok kun ke app ko sab main mahrat nahi hu sakti per aik main zaroor hu sakti hai is liye sub ko try zaroor kar but aik main zara zada kun ke aik ko follow karna acha huta hai baqi news ko update zaroor kare apni is se app ko market ke sath chalne main ahsani hutio hai aur app earn bhi zada karte hu