H1 time frame ek tarah se achcha hota hai ismein Sabse jyada benefit daily trader ko hota hai kyunki har ek ghante mein Naya candle ban kar aata hai aur jo day trading karte Hain unko har ghante ke naye candle per najar rakhni hoti hai jis bhi candle per trader ko entry point milta hai vah use samay anti kar sakta hai main iske sath mein h4 time frame par bhi trading karne ke liye kahunga kyunki yah time frame h1 se bhi jyada badhiya hota hai H1 aur H4 donon hi badhiya hote Hain main ine donon ka istemal karta hun aur apni jab bhi strong entry mujhe milati hai to main order dal deta hun main market ko roj dekhta hun lekin entry point tabhi leta Hun jab mujhe entry Sahi lagti hai main daily train nahin karta bich mein ek ya do bar hi trade karta hun jab tak entry point acche Na mile tab tak trading karna Sahi nahin hota trading acchi ke liye acchi experience bhi chahie hota hai knowledge karna yah experience ke connected karna hamesha trade account nuksan hi hota hai isliye hamare ko experience ko banane chahie aur is chij ka Dhyan Dena chahie ki market ko sahi se analys Karen hamesha acchi entry len jab tak acchi entry nahin hogi trading mein profits nahin ho sakta, ham log time frame per jyada Dhyan Dena chahie aur ek strong strateg per work karna chahie jisse se trading hamare liye karna pahle se behtar ho sake