Jaisa ki hame pata hai ki Euro/Usd ek kaafi acha pair hai or jyadatar traders sabhi isi pair per trade karna pasand karte hai kaafi saare pairs or bhi market main jisme traders trading karna pasand karte hai lekin Euro/Usd ek aisa pair hai jispe sbhi tarah k traders trading karna pasand karte hai isiliye new traders bhi Euro/Usd per trading pasand karte hai Main bhi ishe ko pasand karta hun main bhi yahan USE/ERU ko pasand kartaa hun ye aik profitable kaam hai or apko yahan issey faidaaa bhi achaa hotaa hai apkaa kaam bhi yahan achaa nikal jata hai issey means key profit hotaa hai..