JAb mujhy loss hota hai tu main sab sa phly ye kerti hun ka tarding ko chor deti hun aur hr kuch relax karti hun aur jab mind fresh ho jata hai tab again tarding ak new plan ka ath start karti ho aur jo mistakes ki hai un ssko again nhi karna chati aur un ko ignor karti hun jiss sa eraning phr asan ho jati ha