ji dost ye business bahoot hi jayda bada hain aur ye baat bhi sachi hain ki trillions ka ye kaarobaar hain rozana ka ismein bahoot se trader hain pure world se kaam kar rahe hain lekin forex trading ka kaam aisa hain jisko sahi se karna hain to trading ka tajurba bhi hona chahiye tabhi to forex trading ko kiya ja sakta hain agar wo kaam nahi sikhega to kabhi kama bhi nahi sakta hain