bilkul her trader ko deal open kerne se phle apne account ko dekhna chahye isko apne investment ke hisab se hi lot size use kerna chahye tabhi uski trade safe rahegi isko jyada loss bhi nahi hoga, money management forex ka bahut important part hota hai isko follow kerna her trader ke liye jaruri hota hai ye forex main success hone ke liye ek step hota hai jisme trader ko apne capital ke hisab se small lots use kerna chahye isko low risk per trading krni hoti hai, forex main her trader profit hasil nahi ker pata sirf 5% people hi forex main success hote hai ju forex trading se badhiya profit generate kerte hain baki 95% people isme apna nuksan kerwa lete hain, forex main hame aise traders bhi milte hain jinhe forex ka basic knowledge bhi nahi hota aur direct investment ker ke bina seekhe trading start kerte dete hain wo forex trading ko buy aur sell game samajhte hain jiski waja se inhe loss ho jata hai, trader se mistake hoti rehti hai jab tak trader ko loss nahi hota iska lalach nahi khatam hota laken bahut kam trader hi isko samajh pate hain forex main trader tab badi lots use ker sakta hai jab iske pass high experience aur knowledge hu tabhi wo isme apna risk increase ker ke badhiya profit earn ker sakta hai hum isme big lots use kerte hain laken isme jitni badi lots hogi is hisab se hame profit ke sath sath loss bhi ho sakta hai laken log sirf profit ko dekhte hai aur lalach main apna sara account destroy kerwa lete hain.