Sab say lamba trade main nay forex trading main 16 din open rakha tha aor is main apko condition ko dekh kar he kaam karna hota hai. jab ap log dekh kar trading kartay hein to apko loss kay chance kam hotay hein aor zayada time kay liye trade ko open rakhne ki koi zarorat he nahi hoti.