jee han mai apki baat se sahmat krti hun forex ek mahtavpur business hai is ke sath hum yaha pad apni trading se profit bhi earn krte hai kabhi hume yaha pad nuksan ko bhi face krna padta hai, or yah sub jante ke profit or loss is business ka hisa hai or trading ke liye ap har roj market ko samjho lekin market ko samjhne ke liye ap ko har roj market pad active hona padta is ka matlb yah nai ke ap hr roj trade kre jab apko market pad ek acha point mile tu ap jaroor trading kre lekin uske liye bhi soch samjh kar step lena padta, trader ko market ko sai tarah se analysis kr lena chahie tab fir wo trend ko find kr lyty or sath mai market ke support or resistance pad bhi trade trend ke mutabiq krte, market pad bar bar apko dekhna padta usko analysis krna bhi utni bar hi padta jo ke market mai badlav ata rehta hai un hi badlav ko apny samjhna hota hai,
market pad apny dekha ho ga ke aisa buhat hota ke ke market ek dum se apna trend change kr dyti ek fast move dy kr is liye market pad apko janakri ho tab hi entry ly hum jab bhi apna order place krte hai market profit pad hote ek dum se apna trend change kr dyti, har kisam ki trading ke liye hume market ko bar bar check krna padta jis pair pad bhi apko trade krni hoti usk bade mai apny knowledge ko jiyda kre tabhi mimkin hai ke ap is market pad badhiya se saphal ho jaye or apni trade pad apko jaroor stop loss or take profit ka use krna chahie isse ap market pad easy mind ke sath trade krte or ache se profit or bade loss se safe rehte